lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu zarf – ao na

Loading...

suraj ki kirnein
daiti hain sada
ho kahan tum

kuch tou bata
teri muskurahat ka intezar
jaisay tootay taray dekhay baar baar,

hun mein tanha khara
yahan
hai meri yeh
iltejaa

teri yadon ka ek bhanwar
ghoomta hai jo meray dil k andar
teray chehray ki
ek wo jhalakbhar jayega rooh k zakham
us waqt

dekhta hun rahein
mein yahan, khara

khamosh samaa
karta hai bayaan

ao na
ao na
aakay galay lag jao na

ao na
ao na
dil ki bekarari
mitao na
ao na
ao na
ao na
ao na


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...