lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu xr (rap) – wajah

Loading...

[verse 1]
ye faaslein hain jo aa gye
kya na khaltii hai tujhko kami
ab haathon mein na hai haath mera
kya lagti na tujhko kami
wo hasi jo meri tu kehti thi
ki hai duniya mein sabse haseen
ab kabse naa hai jo dekha chehra
kya aankhein teri bhi namm huin

[pre~chorus]
ab yaadon mein
tere khyaalo mein
hum bus hai khoye yun
uljhe sawalo mein
koi to puchho to
ruthe hu kyu yu to
sunte na meri kyu
aasun hain aakhon mein

[hook]
ab to do wajah
kyu mujhse kafa
gye jo chhod ke
thi ye kaisi razaa?

ab to do wajah
do wajah
do wajah

ab to do wajah
do wajah
do wajah

[verse 2]
bin hum tumhare
ab kaise guzaare
the pal wo jo saare
haan tujhpe the waare
ab firte rehte dar badar
hai aankhein bhi ye besabar
teri paane ko bus ik jhalak
kahin mil jaaye teri khabar

[pre~chorus]
ab yaadon mein
tere khyaalo mein
hum bus hai khoye yun
uljhe sawalo mein
koi to puchho to
ruthe hu kyu yu to
sunte na meri kyu
aasun hain aakhon mein

[hook]
ab to do wajah
kyu mujhse kafa
gye jo chhod ke
thi ye kaisi razaa?
ab to do wajah
do wajah
do wajah

ab to do wajah
do wajah
do wajah

[outro]
ab to do wajah
do wajah
do wajah

ab to do wajah
do wajah
do wajah


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...