lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vilen – kyun dhunde

Loading...

kyun dhunde hai tu khud mein
gham yeh bata
jab jaadu yahan chalti
fizaon mein hai

kyun dhunde hai tu raat mein din ka pata
jab masti yahan chandani raahon mein hai
kyun dekhe hai tu aankh bhar ek sapna
sapne to yahan bunte hazaron mein hain

kyun dhunde hai tu bheed mein ek apna
apne to yahan sab anjane bhi hain
kyun dhunde hai tu raat mein din ka pata
jab masti yahan chandni raahon mein hai

aur kabhi kabhi jo ashkon se
mulakaat hoti hai
woh samjhane ko anjaani
ek baat hoti hai

armaanon ki sadak behna hai
daudte ho pyare
jahan tu hai wahan bhi
to barsaat hoti hai

aur hoti hai joh ban ki phir se subah
woh subah bhi chamakti kitaab hoti hai
ja lele tu bhi mann marzi ka maza
kya rakha teri char deewaron mein hai

kyun dhunde hai tu raat mein din ka pata
jab masti yahan chandni raahon mein hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...