lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tihom – kissa

Loading...

hook:
hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
phir raston pe chalte jana

hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
phir raston pe chalte jana

verse:1
mauka~e~vardaat se faraar
nishani kisne chhodi
galtiyan hue mere haath
aur nikle kitne sorry
duvidha badhati ye dimaag mein
duniya laage boring
khufiya saazishein na saath de
jab rhymes ye kuposh~t
shariyat lagu ram raaj
mithas ki na khataas
mai sukhi gaash middle class
middle finger to my star
middle fingеr to my jyotish
muh par dikhe na scar
kismat tune apni foddi
psychedеlic ye bhadaas
so wildcraft hoga notice
tu ghista jaa chirag
~rg~sm maange chhori
pista kaju na badam
level apna ye tapori
chale kaddki ka nasha
biti galtiyan bhula ke
milti ladkiyan fasaa
mile jo manzilon ke raste
chal diye waha
yha pe apno ka ehsaas kya
dusron ka kya….
baithe kitne saare jaalsaajh
jaal ko bichha
bacha jo neend ka sawaal
denge takiyon ko jala

hook:
hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
phir raston pe chalte jana

hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
phir raston pe chalte jana

verse:2
mann marzee ki ye soch pale
patta ye khudgarzi ka
itni teji bahut aage
doobti chali ye noka
khopdi teri khol daale
dudh pee tu haldi ka
aur pure honge sapne saare
jo bhi maine kal dekha, aah
chhape ye kaarnaame
lag chuki pawandiya
cut liye sab aate jaate
itni bhi tasalli kahan
flow tere ye bachkane
seekhe na jo salika
aur hakatein ye chindi saari
tann dikha ke fann dikha
oh mann pe bojh tera
bann chuka tu zimmedaar
100 ke note pe mol tera
bus ke dhakke lambi car
zindagi ka bodh haina
waqt pe na milti maar
har gully mein khauff faila
har gully mein jhande gaar
kala ke naam pe
maza milega dhandhe ka
wajan utar ke
tu size lele kandhe ka
mile na jad fasaad
jhelo na tum ye mazaak
har ghari ye 10 se 5
hisaab mere ghante ka

hook:
hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
phir raston pe chalte jana

hua jo kissa toh kisse tu sunega na
bana na hissa toh hisson mein batega na
raha jo chup toh yu sab se hi katega na
gusse mein aake
yeahh..


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...