lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sikandar ka mandar – bemisal

Loading...

so kar uth chukay hain nawjawan
raag ban g-yee meri zaban
sajda kar liya maghrib kay orr
par maan g-ye panchhi ka zor

yeh log nafraton say lutf andoz kyun na howay
yeh log nafraton say lutf andoz kyun na howay

sattar saalo say hai yeh nizam
hum bhool g-ye apna kalaam
apnay kutton ko sambhal do
aur kitna hong-y hum badnaam

yeh log nafraton say lutf andoz kyun na howay
yeh log nafraton say lutf andoz kyun na howay

maaf kar mujhay maaf kar
mein sikandar hoon mujhay maaf kar
maula maaf kar mujhay maaf kar
mein sikandar hoon mujhay maaf kar
maula maaf kar mujhay maaf kar
mein sikandar hoon mujhay maaf kar
maula maaf kar mujhay maaf kar
mein sikandar hoon mujhay maaf kar

mein sikandar hoon mujhay maaf kar
dekh tamasha chalta ban kay aaya zamana harkat ka


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...