lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shuja haider – baanware

Loading...

bhooli bisri chand umeedain
chand fasaane yaad aaye
chand fasaane yaad aaye
tum yaad aaye aur
tumhare saath zamane yaad aye
hmm
hmm
baanware
baanware, baanware
baanware
baanware, baanware

baanware tere bin main
jeyion ke na jeyion
jo hai mera usse apna
kahoon ke na kahoon

ab tuhi baata kiya karoon
kahaan jaun main
tere jaisa koi
kahaan se laun main hmm
to aao na
hmm
baanware
o

baanware nayi manzil
nayi ye rahein hai
baanware ajnaabi se
logo ki bahein hai

ro deti hoon main
koi jo thame agar
keh deti hoon main
jo arha hai nazarr
to aao na
huye
baanware
hmm

tu bewaafa hua
to main khafa hua
tujh ko kiya alvida
phir kyun tu rooh jaise
tan mein utar gaaye
khud se kiya hai judaa

lazmi kyun ban g-ye ho yeh baata
tishnagi kyun de g-ye ho baanwara

tuhi baata kiya karoon
kahaan jaun main
tere jaisa koi
kahaan se laun main
to aao na
huye
baanware
hmm

phool khele shakhon pe
naye our dard puraane yaad aaye
tum yaad aaye our tumhare saath
zamane yaad aaye

thora zindagi ka nasha tha
kuch umar ki bhi kami thi
nadaan thi main bewafa nahi

jab tu mujhe yaad aaye
andher ankhon pe chahya
ruk si g-yi zindagi meri

lout aao tum
mera har pal jal raha hai
aa bhi jao tum
tanha hoon main yahaan
to aao na
huye
baanware
hmm
baanware
baanware
baanware


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...