lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shivam sonni – manzoor

Loading...

[verse 1]
haule haule sab bhula rahe
mujhe chaahne waale na rahe
ab sab kuch raakh hai
ab sab kuch raakh hai
mera marna manzoor
kisey nahi hoga pata
mai chahe kal na rahun
mera ab kuch nhi pata
karna tum bs itna yaad rakhna meri baaton ko
rona na koi agar mera hoga saga koi
tum sab jaante ho rona mujhe nahi pasnd
hojana khush yaad rakhna meri ankh ko
kehti hai boht kuch yeh bhi tum jaante ho
viraane huye nhi hone waaley raaste hai
mere halaat nahi aur mai shyd jee na sakun
mai jaane wala hun mai
mai jaane wala hun mai
mai jaana wala hun pehlay hi bta du tumhe
mai jaana wala hun pehlay hi bta du tumhe

[bridge]
jeelo jo pal hai sang tumhare
kahaniyan bann g~yi
beeti huyi zindagi
beeti huyi zindagi
[verse 2]
likhne laga kuch naya
jispe ho zor bhi mera
banjaye reet bhi nayi
mehnat ka fal bhi mil raha
par kal ko mai hi na raha
toh fir bhi jeet hai meri
toh fir bhi jeet hai meri
toh fir bhi jeet hai meri
jo kalko mai hi na raha
jo kalko mai hi na raha
jo kalko mai hi na raha
jo kalko mai hi na raha

[verse 3]
par mai khush hun jee raha bache huye pal
jo sachi baatein hai unpe krta amal ab
likhta har koi mai toh keh deta hun baatein bs
mera kya haal hai behan bhai jaane bs
kitna araam mujhe kya hai haram mujh mein
mere kya aib hai mujh mein kya kehar
maine kya seekha hai maine kya likha hai
kam jaane dost mere
anjane dost mere


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...