lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shazzy d king – safar – shazzydking

Loading...

umar thi 13 nhi tha mujhko kuch veraa , sar pe maa ne hath feraa
ja khel baccha mera. jaat se baniya school mai chidate log keh ke dhaniya
kuch bulate kutta kyuki surname gupta

kuch iss trah se bita bachpan ladakpan
se dekhta tha khwaab bhai tha topper ghar pe padti mujhko daat
tu karega kab top chord chuke the sab hope
aata khud pe mujhko gussa mann mein bakta khud ko gaali kehta
nhi mere baska ye nhi mere baska
mere sapne the alag mujhko banna tha alag par mein karta sab galat
mein bakta nhi tha gaali saath wale the mawaali
khate beedi gutka paan maine nashe ke adat nhi paali
kyuki ghar mein ek hi tha bhut
main lunga naam papa ka mein ladla tha papa ka
kuch harkate the galat gala dawana chahta chacha ka
mai masum fasa ilzaamo mein sikaar tha jamaane ka
sikha tha apni problem ko kisi ko nhi btane ka
duvidhaao ne diya moka on suvidaa banane ka
isliye 2013 main kiya sara school top
tab na hara ab na haarunga main last mein chakka marunga

safar ye mera le jayega mujhe kahan
safar ye mera milti hain mainjile jahan

gya main college mujhe tha 500 ka sahara
khoya tha purse roya tha saari raat wo mahina tha 12
jab pheli baar hath main aya mic mujhko duniya lagi wrong fir suru hui fight
karun padai ya likhun rap main? dusre ke gaane gaane chorde chorda easy step mein
mil gai thi ek gya tha thoda behak mein
magar ab mein seedha raste pe kyuki mujhpe zimmedaari bhi
lena bada ghar or leni badi gaadi bhi
le jaana maa ko world tour pe or deni mehngi saadi bhi
par kaise karta ye sab 9 to 5 ki job mein
isliye chord dia sab ab hun khud ka bo$$ mein
safar ye mera le jayega mujhe kahan
safar ye mera milti hain mainjile jahan

hahhaha

safar shazzdyking baby
13 se 23 kaaaaaa….


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...