lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sarpdansh – pills on my mind

Loading...

[intro: sarpdansh]
har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
teri yaado me main fanaa
tere paas baitha phir bhi darbadar main
tere bin jeena hai saja
b~b~boyfifty!

[chorus: sarpdansh]
har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
teri yaadon me main fanaa, yeah
tere paas baitha phir bhi darbadar main
khushi milti mujhe apni hi kabar me
tere bin jeena hai saza, yeah
tu nahi baithi paas phir bhi mil jaata sukoon
ab paas tere honth nahi toh nashe ka junoon
i’m taking all ’em pills and i can’t deny the doom
ab baitha apne kamre pe, nas kaati behta khoon
saari raatein jo guzaari thi
wo saansein milti ja rahi thi
dhadkan bhi ye thamani thi
wo saara teri khushboo ka suroor
tu hai meri, isi baat ka guroor
ab khudme simatkar hun baitha
aur andar hi andar hun kehta
main laash bhi apni kurеdu toh
tera hi naam bahega bahega
tu karlе zaleel main hasta rahunga
tu meri ban aaj, kal main naa kahunga
aur jo kabhi maut aayi tere paas
toh bachi hui jaan main tujhme bharunga

[chorus: sarpdansh]
har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
teri yaadon me main fanaa, yeah
tere paas baitha phir bhi darbadar main
khushi milti mujhe apni hi kabar me
tere bin jeena hai saza, yeah
[verse 2: big scratch]
i can’t you hold close, mere manail ka ye dosh
ab khaali ye makaan, zameen pe mera bojh
pills on my palm phir bhula deta main hosh
ab toh bas khayalon me mil aata unse roj
imaaraton me kho na jaaun, kehta tha unhe
ilaake jo mana the, pairon ke nishaan hai
dilaase deti duniya ke tu khud ko rok mat
wo duniya ab kahan, akela main veerane me
iraade the ki unke saath
dekhunga main sabz pehchanunga insaan
paaya maine unko aur khwahisein thi poori
faaslo ne cheena, ab khwahisein anjaan
beete lamho ka main kaafi hun aabhari
inhe chupa ke rakhta hun main baakiyo se aaj
bechaini hoti aur ye raate beet jaati
haste ashq aati jab bhi teri yaad

[chorus: sarpdansh]
har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
teri yaadon me main fanaa, yeah
tere paas baitha phir bhi darbadar main
khushi milti mujhe apni hi kabar me
tere bin jeena hai saza


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...