lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sahdev dirdo, badshah, aastha gill & rico – bachpan ka pyar

Loading...

jaane meri jaaneman
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re

jaisa mera pyaar hai
jaan tujhe kiya hai
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re

jaane meri jaaneman
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re
jaisa mera pyaar hai
jaan tujhe kiya hai
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re

i gave my love to you
cos you are one of a kind girl
always on my mind girl
i don’t know what to do

haan chehre se tere
jaane na doon hasi
aur aankhon se teri
aansu naa aane doon

mujhko bata mere bina tu kya karegi
kiski baahon mein jaa ke aahein tu bharegi
mujhko fikar nahi yeh duniya kya kahegi
tu hi thi, tu hi hai, tu hi rahegi

jaane meri jaaneman
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re

jaisa mera pyaar hai
jaan tujhe kiya hai
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re
tere aashiq ke dil se
koyi rule saccha nahi
humein for granted lena
bilkul bhi acha nahi

galti se bhi kho baitha
tujhko toh mar jaunga
pyaar mera bacchon wala hai
par main baccha nahi

deke ik vaada jo kiya
main woh nibhaungi
chhod ke tujhko kabhi
kahin na jaungi

tu soch bhi nai sakta jo
main woh kar jaungi
door huyi tujhse to
main bhi mar jaungi

jaane meri jaaneman
bachpan ka pyaar mera
door huyi tujhse toh
main bhi mar jaungi

jaan tujhe kiya hai
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re
jaane meri jaaneman
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re

jaisa mera pyaar hai
jaan tujhe kiya hai
bachpan ka pyaar mera
bhool nahi jaana re


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...