lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sachet tandon – bekhayali

Loading...

bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
kyun bichadna hai zaruri yeh sawal aaye

teri nazdeekiyon ki khushi behisab thi
hisse mein fasle bhi tere bemisal aaye

main jo tumse door hoon
kyun door main rahun
tera gurur hoon
tu fasla mita
tu khwaab sa mila
kyun khwaab tod doon

raatein dengi bata
needon mein teri hi baat hai
bhoolun kaise tujhe
tu to khayalon mein sath hai

bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
kyun bichadna hai zaruri yeh sawal aaye

nazar gira de har ik manzar
reit ki tarah bikhar raha hai
dard tumhara badan mein mere
zehar ki tarah utar raha hai

nazar gira de har ik manzar
reit ki tarah bikhar raha hai
dard tumhara badan mein mere
zehar ki tarah utar raha hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...