lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu risshy – welcome to my world

Loading...

swagat shupratbhat
baatein kehni hai kafi aaj
baatein hogi aaj aar paar
baatein hogi aaj had paar
early life se modern days
sahi se leke galat ke ways
kaise kiske kitne faces
toh baat hone do
baat kehne do
baatein sachayi ki
baatein bolne do
mujhe karna hai ab rest west
mujhko chaiye ab thoda break
head mera still fat rha
jazbaat zahir main karu kya
pruthvi ke bare main tum jante kya
evolution ke bare tum jante kya
dharti h~ll se hai kam hai
sab kuch den hai tumhara luci
na sikya hota ye chal kapat
aaj harigun toh gaate sabhi
aye tum usse waqt main
jab mehez ek shuruwat thi
wo swarg hai aur nark hai
hum rehte bicho bich
welcome to my world
swagat iss sansar main
welcome to my world
swagat iss sansar main

hoke naraz bejha adam eve ko
tabse puja hai humne khuda ko
samaj choti si shuru ho gyi thi
gyan prapti se badne lagi thi
do se char char se che
nayi sabyata ke batware
gyan se dhan dhan se labh
phir bhi na koi kush the
akrosh nafrat ye bad rha tha
samaj sab kuch bat rha tha
har kone ki ab zameen par
insan sab bikhar rha tha
jaise taise sab sambhle log
basti har kone main bas rha tha
ek dusre se phir bhi nafrat kare
mankind main sab pata chale

welcome to my world
swagat iss sansar main
welcome to my world
swagat iss sansar main
tab duniya nayi shurwat kar rhi
roop rang sab kuch hai batt rhi
jo aaj hai inka bedh bhav
uss daur main toh itni na thi
badkaya kyon batkaya kyon
sev ka seven karwa kyon
na hota agar tumse wo galti
charon main unke hote sabhi
kalakaar sab dab g~ya
takatvar sab bhid g~ya
koi raja toh koi praja
bedh bhav sab shuru hogye
zameen ke liye zameen pe khoon
zamana guzra phir bhi wahi dhun
zameen pe kitne zamne badle
tumhi batao zamne ka dosh kaun

welcome to my world
swagat iss sansar main
welcome to my world
swagat iss sansar main

alag sabyata janam le li thi
sabka nazaraiya badal chuka
na likha hai tadkder khuda ka
dharam karam hai sab phal apna
jung main zameen hai h~ll bana
bharmad main sabkuch khuda apna
bharmad main sab kuch opposite
lucifer cause i mean it
kuch behter kuch hai bathar
sab koi battgye sab hai pathar
m~n~sh na pehchane ek dusre ko
kaal parley ka yehi niyam
m~n~sh jati hai ek alag prani
m~n~sh ne gadi hai alag kahani
prakriti ke sath m~n~sh hai badle
akhir kaar sabko jana wahi


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...