lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu risshy – kalam

Loading...

kalam mere samne tha behta tanha
dard mere ander kalam bhi naraz tha
fasaney dil ke ab likhu paimano main
afsanay dard ki siyahi bhi ghum main hai
num main hai arzoo khtm hai
kalam deti saath bas khamoshi ka sang hai
guroor hai mujhe main kalam rajamand hai
sabdh mere zehen hai kalam dard mand hai
main likhta hu dard aur baatu apna ghum
furkat main rehne do mujhe gumm
chod do mujhe likhne do zakhm
marham nahi bereham ye reham
likhunga lafz toh kayamat hoga
aaine samne bagawat hoga
chidi hai jung meri khud se khudi
dard main parinda badnaam hoga
dard main siyahi kalam hai saath
zindigi se hogi guftoogoo aaj
raat guzre with the red wine
ghum ki yaad main sab sunshine

dard main siyahi kalam hai saath
zindigi se hogi guftoogoo aaj
raat guzre with the red wine
ghum ki yaad main sab sunshine

raaste dhushwar toh manzil khauf khaye
na janе ilzaam iltija kyon kare
befikar chalta hu in rahon main
zakhm firaq ka khtm ho na paye
sukhriya raaho ki manzil main chodnе ka
ghum ki dariya main jinone duboyata
ussi tarne main likhu shayri
real rahu toh bas kala saath deti
kalam main dhaar sabdh main dard
bigta hu inn bazaron main ab
gafila zindigi ka bechu apna dard
arz karu tarz toh mita du marz
na darta hu ab kisi maut se
hustle karu everyday real rahu hakk se
bura naam dedo bura kaam dedo
bayan karu main iss kalam se
dard main siyahi kalam hai saath
zindigi se hogi guftoogoo aaj
raat guzre with the red wine
ghum ki yaad main sab sunshine

dard main siyahi kalam hai saath
zindigi se hogi guftoogoo aaj
raat guzre with the red wine
ghum ki yaad main sab sunshine


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...