lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu riaz – aasmaan

Loading...

in raahon pe chalta hoon
gir ke sambhalta hoon
khoyi hui dastaan
yaadon mein dooba hoon
hansta mai rehta hoon
kaise ye samjhey jahaan?
rehta hai sochon mein
behta hai lehron mein
kia lena hum ko yahan?
thandi hawaon mein, urr jaa fizaaon mein
apna bana aasmaan

wo saarey lamhey yaad hain
wo saarey daawey yaad hain
wo saarey waadey yaad hain
jo kar rahey they hum khud se

in raahon pe chalta hoon
gir ke sambhalta hoon
khoyi hui dastaan
yaadon mein dooba hoon
hansta mai rehta hoon
kaise ye samjhey jahaan?
rehta hai sochon mein
behta hai lehron mein
kia lena hum ko yahan?
thandi hawaon mein, urr jaa fizaaon mein
apna bana aasmaan

kiun tu itna majboor hai?
manzil na teri door hai
chalna hum ko zaroor hai
ab kar le khuwabon ko poora

in raahon pe chalta hoon
gir ke sambhalta hoon
khoyi hui dastaan
yaadon mein dooba hoon
hansta mai rehta hoon
kaise ye samjhey jahaan?
rehta hai sochon mein
behta hai lehron mein
kia lena hum ko yahan?
thandi hawaon mein, urr jaa fizaaon mein
apna bana aasmaan


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...