lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu prakhyat roy – pyaar behisaab

Loading...

dekhe khwaab the saath mein karengey puray
tha anjaan na hone diya ehsaas
tu nikaaley kaam reh saath ehsaan
btana darkaar swabhaav tha kaisa

kaun kare behes ab bhala
tune sab bhula k mera dil dukha diya
mann mutaav aur ab mann mein doubt rakha
marr bhi raha hu par galti doharaun na

tere saath k woh lamhe darawna
tune badle rang hotey faida
bholepan hardum ye sataye baat
tannhaan marham na saza e raat

tujhe mere jaisa milega na shayar ab
jo kasidey padhe tere baarey kainaat
ho sakey tu sehmat na khitaab
vyartha mein bekar gya pyaar behisaab

leke chale hum khwaab woh haseen
kiya paap mili aap ho naseeb
liya laabh lamha laga saath parvaah
neend raat barbaad kiye yaad

mile ghar khade bahar tujhe mile rahat
shayad jhutt hi kaha tha teri aur koi thi chahat
toh bhi pasand tu thi zyada teri latt buri aadat
suna dard koi ni aa k buniyaadi
kya main bhaapta iraadey tere
mujhe dikhra tha sab
harkatey bhi galat kabhi rakha nahi paksh
jaane dere toh kehre the behrehem the thehrey

teri wajah se mein rakha nahi khoya dharya
leri maza mujhe deke saza kehke gair
tere baarey mujhe bura suna hona sehen
yaadein boona tha adhura abhi dhora keher
tabhi baatein ni dohraya tujhe bhula zehen

dekhe khwaab the saath mein karengey puray
tha anjaan na hone diya ehsaas
tu nikaaley kaam reh saath ehsaan
btana darkaar swabhaav tha kaisa

kaun kare behes ab bhala
tune sab bhula k mera dil dukha diya
mann mutaav aur ab mann mein doubt rakha
marr bhi raha hu par galti doharaun na

tere saath k woh lamhe darawna
tune badle rang hotey faida
bholepan hardum ye sataye baat
tannhaan marham na saza e raat

tujhe mere jaisa milega na shayar ab
jo kasidey padhe tere baarey kainaat
ho sakey tu sehmat na khitaab
vyartha mein bekar gya pyaar behisaab


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...