lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu paradox – hasti rahe tu

Loading...

[intro]
yeah~ye~ye~yeah
yeah~yeah
yeah~ye~ye~yeah
hmmm~hmmm
uhmm, jahan main masti me ghumu
main karta dua ke hasti rahe tu
haan bhula main jahaan, main masti me ghumu
main karta dua ke hasti rahe tu

[chorus]
haan bhula main jahan, main masti me ghumu
main karta dua ke hasti rahe tu
haan bhula main jahaan, main masti me jhumu
main karta dua ke hasti rahe tu

[verse 1]
jab paas na hota hun toh, bade khush rehte ho
jab paas main aa jaaun, bade chup rehte ho
“aisa kuch bhi nahi hai” bolo kyun kehte ho
arey jaana hai toh jaao, gham kyun sehte ho?
mujhe pata hai main tumko jaane dena paaunga
aur tum bhi ho ziddi ki main rok na paaunga
mujhe pata hai main tumko jaane dena paaunga
aur tum bhi ho ziddi ki main rok ma paaunga
[chorus]
haan bhula main jahan, main masti me ghumu
main karta dua ke hasti rahe tu
haan bhula main jahaan, main masti mе jhumu
main karta dua ke hasti rahe tu
from many calls to knockin’ at your door
you werе hangin’ my phones, yeah, you left me all alone
now, i don’t wanna know, where were you all my love?
stay happy, smile more, que será~será, mi amor

[verse 2]
chal khatam kar de tu teri~meri ye kahani
humein alag kar degi, koi taaqte roohani
tu bas khush rahe, jiyein, tujhe dua hai humari
haan, tujhe dua hai humari
tujhe dua hai humari

[verse 3]
tumko toh yaad hoga
jab gale lage aakhiri baar
maine na tha haath chhoda
pata na mile kab agli baar
tumko intezaar hoga
ke jaayega kab tu yaar
jaana jab pyaar hoga tab samajh jaaoge yaar
[chorus]
haan bhula main jahan, main masti me ghumu
main karta dua ke hasti rahe tu
haan bhula main jahaan, main masti me jhumu
main karta dua ke hasti rahe tu


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...