lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ostan stars – karata hu mai teri chinta

Loading...

karta hun main teri chinta
tu kyu chinta karta hai
karta hun main teri chinta
tu kyu chinta karta hai

aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera
aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera

1. meri mahima tu dekhega
khudko mere haathon mein dede
meri mahima tu dekhega
khudko mere haathon mein dede
meri mahima tu dekhega
khudko mere haathon mein dede

meri shakti mein tujhko deta hun
chalaunga har din meri krupa mein
meri shakti mein tujhko deta hun
chalaunga har din meri krupa mein

karta hun main teri chinta
tu kyu chinta karta hai

aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera
aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera

2. sabhi tujhko bhoolenge tho bhi
kya mein tujhko bhoolunga kabhi
sabhi tujhko bhoolenge tho bhi
kya mein tujhko bhoolunga kabhi

apne haathon mein tujhe uthaakar
chalaunga har din issi jahaan mein
apne haathon mein tujhe uthaakar
chalaunga har din issi jahaan mein

karta hun main teri chinta
tu kyu chinta karta hai

aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera
aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera

3. abraham ka mein parmeshwar hun
adbhut kaarya kyu na karoonga
abraham ka mein parmeshwar hun
adbhut kaarya kyu na karoonga

laal sagar mein rasta diya
aaj bhi mein karne ke yogya hun
laal sagar mein rasta diya
aaj bhi mein karne ke yogya hun
karta hun main teri chinta
tu kyu chinta karta hai

aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera
aasooyon ki ghaatiyon mein
haath na chodunga tera


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...