lirik lagu nd star – lost!
kabhi nahi kiya mene bura kisi ka
fir bhi ye dil kyu mera pista
kyu hamesha rishte me hi gista
jabki dil na kabhi mene toda kisi ka
fir bhi log kyu milte aise
jo dil dekhe na bass dekhe paise
hum dar dar ab firte rehte
talashe teri karte rehte
ab aa jana na firse waps
pyar ki na me karuga chahat
paas reh tu bas milti rahat
aanko ki hai ye aadat
dekhe tujko baar baar
kese dil ko me samjau yrr
nikali tu bewafa
tune chhoda mujhe kahi ka naa
mene tujhe khoya kabhi nahi
kyuki tujhe paya kabhi nahi thaa
tu to bass sath mere thi
mujhе apna maana kabhi nahi thaa
mene tujhe khoya kabhi nahi
kyuki tujhе paya kabhi nahi thaa
tu to bass sath mere thi
mujhe apna maana kabhi nahi thaa
kabhi apna nahi maana mujko
fir bhi kabhi na bhula paya tumko
ab mere sapne me aaye har roz
kyu nind se mujko uthaye har roz
ho gye ab pure 2 saal
fir bhi ek call na text yaar
chal call pick kar
call mene sab kuch bhul kar
chahiye mujko sath tera
nahi reh paa rhaa tere bina ek pal ab
mera dam gutta rha hai
in logo ke bich mera dam gutta rha hai
tu aa mere paas or gale se lga
is akelepan se mera dam gut rha hai
mene tujhe khoya kabhi nahi
kyuki tujhe paya kabhi nahi thaa
tu to bass sath mere thi
mujhe apna maana kabhi nahi thaa
mene tujhe khoya kabhi nahi
kyuki tujhe paya kabhi nahi thaa
tu to bass sath mere thi
mujhe apna maana kabhi nahi thaa
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu shankar mahadevan, vishal dadlani & divya kumar – badhte chalo
- lirik lagu sexuto – lie be
- lirik lagu ab3d – n. (acoustic version)
- lirik lagu sohel – blue boy
- lirik lagu alex walton – national girlfriend day
- lirik lagu denis ngonde – yesu ekimelo na ngai
- lirik lagu xayyam nisanov – tələbə
- lirik lagu pixlexia – prom queen
- lirik lagu underflow – 下雨天
- lirik lagu carmon – rima v1