lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu manna – ja ja ja

Loading...

chale ja rahe hai mohabbat ke mare
kinare kinare kinare kinare
chale ja rahe hai mohabbat ke mare
kinare kinare kinare kinare
chale ja rahe hai

na sahil ki parwah
na tufa ka dar hai
na julmo ka sikwa
na gum ka asar hai
na sahil ki parwah
na tufa ka dar hai
na julmo ka sikwa
na gum ka asar hai
ummido ke pal pal
dilo ke sahare
chale ja rahe hai kinare kinare
chale ja rahe hai

tamanna yahi hai ke lahro se khele
nasibo ki gardish ko
hasi haske jhele
tamanna yahi hai ke lahro se khele
nasibo ki gardish ko
hasi haske jhele
umango ki raho mein
bicha kar sitare
chale ja rahe hai kinare kinare
chale ja rahe hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...