lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lata mangeshkar – mara thumka

Loading...

pila de saaqi mila ke humko
sharab aadhi, gulab aadha
milega roze hashar tumhein bhi
azaab aadha, sabab aadha

mara thumka
mara thumka badal gai chal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa

mara thumka badal gai chal mitwa
mara thumka badal gai chal mitwa
dekho dekho re hamra kamal
dekho dekho re hamra kamal mitwa

main chidi re chidi, dekh main to udi
main chidi re chidi, dekh main to udi
apne baabul ki hoon main akeli kudi
aashiyana bana le, mujhe ghar mein basa le
aashiyana bana le, mujhe ghar mein basa le
mera kya hai, main jaake mudi na mudi
mudi na mudi, mudi na mudi, mudi na mudi
maar daloongi, khud ko sambhal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa

mara thumka
mara thumka badal gai chal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa

koi aaye bhi na, koi jaaye bhi na
koi aaye bhi na, koi jaaye bhi na
aaj se apna naatak shuru ho g-ya
pehle laila maregi, phir majnu marega
pehle laila maregi, phir majnu marega
phir donon ko zinda kiya jaayega
kiya jaayega, kiya jaayega, kiya jaayega
neela ambar main kar doogi laal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa

mara thumka
mara thumka badal gai chal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa
dekho dekho re hamra kamal mitwa


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...