lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lata mangeshkar – aisa sama na hota

Loading...

aisa samaa na hota, kuchh bhi yahaan na hota
mere humraahi jo tum na hote
aisa samaa na hota, kuchh bhi yahaan na hota
mere humraahi jo tum na hote
mere humraahi jo tum na hote

mausam ye na aata, yun na chhaati ye ghata
aise gungunaati yun na gaati ye hawa
mausam ye na aata, yun na chhaati ye ghata
aise gungunaati yun na gaati ye hawa
gul shabanam ke moti na pirote
mere humraahi jo tum na hote
aisa samaa na hota, kuchh bhi yahaan na hota
mere humraahi jo tum na hote
mere humraahi jo tum na hote … aaaa… aha

o…raahen wo hi, waadi wo hi, badala kuchh nahin
fir bhi tere milne se hai duniya kyon hasin
raahen wo hi, waadi wo hi, badala kuchh nahin
fir bhi tere milne se hai duniya kyon hasin
kahin khwaabon men ham gum na hote
mere humraahi jo tum na hote

aisa samaa na hota, kuchh bhi yahaan na hota
mere humraahi jo tum na hote
mere humraahi jo tum na hote
chorus
ham tum jo na milate, to n chhaata ye nasha
hota kuchh bhi hota, ye na hota jo hua
ham tum jo na milate, to n chhaata ye nasha
hota kuchh bhi hota, ye na hota jo hua

yahaan milake na dil aise khote
mere hamaraahi jo tum na hote

aisa samaa na hota, kuchh bhi yahaan na hota
mere humraahi jo tum na hote
mere humraahi jo tum na hote


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...