lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kau5h1k – beparwah (feat. nikhilluminati)

Loading...

verse 1

woohooooooohhhhooohhh
yeaheeyeahhhheyyyy…..
anjaana raahi main, mere dil mein kya
mere sapne kya maine kya hai socha
ek baat mujhe bhi, bhi hai lekin pata
main chaahun kya par kisi ko dun main na bata
ha dun na bata, aah

chorus

ki mera andaaz ho sabse juda
ki mere jaisa ho na koi yahan
ki ulte paaon chalun is seedhi see duniya mein
ki jahan bhi rahoon khud ke raaste banaun zara

bridge

akela, awaara haan azaad hun, ki main, aisa hi beparwah hoon

verse 2

jo bhi kuch bhi main chaahun, bhar de mera dil har baar
gar aisa ho nahin to sona bhi lage mujhko bekaar
raat ko jaagun main mujhe din mein neend aaye baar baar
chaahein jo ho jaaye woh mujhe hota rahe khud see pyaar

verse 3

beparwah main ban firun kisi ko mujhse kya
saath mere aur kya par hai ye khula aasmaan
karna hai wo sab jo dil chaahe mera, chhoona hai mujhe aasmaan
akela hi chal pada apni raahon mein agar na ho koi kaarvaan

chorus

ki mera andaaz ho sabse juda
ki mere jaisa ho na koi yahan
ki ulte paaon chalun is seedhi see duniya mein
ki jahan bhi rahoon khud ke raaste banaun zara

chorus

ki mera andaaz ho sabse juda
ki mere jaisa ho na koi yahan
ki ulte paaon chalun is seedhi see duniya mein
ki jahan bhi rahoon khud ke raaste banau zara

bridge

akela, awaara haan azaad hun, ki main, aisa hi beparwah hoon

bridge

akela, awaara haan azaad hun, haan main, aisa hi beparwah hoon
yeaheeyeahhhheyyyy…..


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...