lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jerry – tum na ho toh

Loading...

tum na ho toh kya gum hai
zindagi kya kam hai
tum na ho toh kya gum hai
zindagi kya kam hai

muskuraane ke liye
teri yaadein kya kam hai
teri yaadein kya kam hai
teri yaadein kya kam hai

iss dil ko kaise samjhayein
sach ko aiyse apnayein
yun dard mai muskuraayein
ke ashk na chalak paayein
aankh bharne ke liye
teri baatein kya kam hia

tum na ho toh kya gum hai
zindagi kya kam hai
tum na ho toh kya gum hai
zindagi kya kam hai

meri saanso mai aaj bhi woh
teri khushboo mehak rahi hai
bekarari iss dil ki
aansuon mai beh g-yi hai

muskurata hun aaj phir bhi
teri yaadein jo sang hai
woh yaadein kya hai
teri yaadein kya kam hai

tum na ho toh kya gum hai
zindagi kya kam hai..


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...