lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu javed ali – tera deedar hua – from the heart

Loading...

yun tera muskarana, aur aake chale jaana
yun tera muskarana, aur aake chale jaana
kismat ka hai khul jana
tera deedar hua, pehla sa pyar hua
pehli hi baar hua is dil ko
naa toh inkaar hua na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
yun tera muskarana, aur aake chale jaana
kismat ka hai khul jana
tera deedar hua, pehla sa pyar hua
pehli hi baar hua is dil ko
naa toh inkaar hua na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
tujhse mila to jaagi duaen
aur nazar ne sajda kiya
jannat zameen pe aayi utar ke
khushiyon ne jaise chun sa liya
hooo…
tujhse mila to jaagi duaen
aur nazar ne sajda kiya
jannat zameen pe aayi utar ke
khushiyon ne jaise chun sa liya
har manzar dilnashin hai
tu hi tu har kahin hai
hooo…
tere ye adaayen to hai saari kaatilana
tera deedar hua, pehla sa pyar hua
pehli hi baar hua is dil ko
naa toh inkaar hua na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
tere bina main tanha tha harpal
hothon pe hardam thi tishnagi
maksad nahi tha sapne nahi the
thi zindagi me aawargi, tu mera rehnumaa hai
manzil hai raasta hai, hoo. mere liye tu to
jaise rab ka hai nazraana
tera deedar hua, pehla sa pyar hua
pehli hi baar hua is dil ko
naa toh inkaar hua na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
yun tera muskarana, aur aake chale jaana
yun tera muskarana, aur aake chale jaana
kismat ka hai khul jana
tera deedar hua, pehla sa pyar hua
pehli hi baar hua is dil ko
naa toh inkaar hua na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...