lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jaipal pandya – tujhe kar dikhana hai

Loading...

jaipal pandya

tujhe kar dikhana hai
naam tera tujhe hit kar jana hai
duniya se aage badh jana hai
progress mein enter ho jana hai
password hard work lagana hai

duniya ek samandar hai
ab sahil pe nahi jeena
tujhe gehraiyon mein utar jana hai
aur tairke dikhana hai
paison se ab nahana hai
chal uth aage badh
vibrate kar jana tujhe saara zamana hai
life mein tujhe itna paisa kamana hai

haan woh jo tujhe chhod g~ya
tukdon mein tujhe tod g~ya
seene mein jo dil hai tere
usse tadapta hua chhod g~ya
usse ab zindagi bhar pachtana hai
life mein itna paisa kamana hai

mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega

mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega
bohot seh liye logon ke taane
jinn ko apna maana unhone ne kiye mujhe se paimaane
bad time tujhe krta hoon salute
tune mujhe bada sataya but bohot kuch sikhaya
paas apne bulaya aur bade kareeb se zamana dikhaya kon hai apna kon hai
paraya duniya ka yeh difference ab jaake mere samajh aaya

main toh samajh baitha tha
logon ko apna
par unhone ne tod diya
mera barson ka sapna

life mein itna paisa kamana hai
mummy papa ko proud feel krwana hai
unhe bhi pata chale beta unka
kitna mehnat ka deewana hai

mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega
mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega

tu kar sakta hai
tu 10 billion logon se unique hai
tere jaisa duniya mein ab nahi koi aayega khuda ne keh diya jaa bandeya
maine tera thumb aisa banaya hai
ki duniya mein 1000 crores logon mein se bhi kisi se nahi match ho payega

yeh kahani bohot purani hai
kisi ne kaha tha mujhe
teri aukaat kuch nahi
usse apni aukaat banake dikhani hai
life mein itni success achieve kar jaani hai

mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega

mehnat kar tu mehnat kar
impossible ko possible kar
aaj pain hota hai toh hone de
sab temporary hai
raat din tujhe ek karne hain
goal pe baar baar attack karne hain
ek din woh bhi aayega
jab tera naam duniya mein brand ban jayega
tu raaton raat famous ho jayega
tere naam ka flag flying in the sky nazar aayega


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...