lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu j-block – aakash

Loading...

[lil kabeer]

mai dhundu aakash me
taare kaha hai
la mujhko pata do
jiska jaha hai

mai dhundu aakash me
taare kaha hai
la mujhko pata do
jiska jaha hai
[zinda battery]

kaisi kaisi
ye baatein
jo mujhse karein
aankhe teri

kaisi kaisi
ye yaadein
jo tujhse mili
kaateien bani

kaisi kaisi
ye baatein
jo mujhse karein
aankhe teri

kaisi kaisi
ye yaadein
jo tujhse mili
kaateien bani

[akx]

main kya kahu, jo tu hi sunega
ho tum dur, par rasta khulega
jaage rahu, teri rah dekh
badaloon mein ek dhokha milega
jhokha hawa ka chal de kahi
door ye kismat ki ataki rahi
hona na ghum na hota yaakeen
uthke dekhu, hai ya nahi
[faizan]

likhu jo main sach, inki ankhiya na khuldi
mere sar ki chhat, inki gaaliyon mein udti
karta jo bhi mehat, merbhaniya hi dikhti
mehmani jhooti
nigrani nahi rukti
main bhi manav, nahi jaane mere danav
gandhi ji ke teen vanaar, band karlo mere kaan ab
apne muh ki mat maan ab , jaanu saare tere sadhaan
ankho se karte baatein, inki ankhein kabristan ab

[lil kabeer]

kitna kuch hai bigda banke
hume uspe case hai karne
ik lawyer to arzi dede
ya fir judge jo parchi dede
mai kya koi shatru tera
maya kaisi
kaisi rooprekha
baalak kya mai dusre ka

haath na aise chodo mera
ghutne pe hai ab nahi chalna
mera bhi to safar hai na
humpe bhi to nazre hai na
kidhar hai meri promised cinderella
kabtak melo me ghumunga yuhi akela
mai dhundu aakash me
taare kaha hai
la mujhko pata do
jiska jaha hai

mai dhundu aakash me
taare kaha hai
la mujhko pata do
jiska jaha hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...