lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu hashtaguk – juda

Loading...

(hook)
soch mein meri main toh
hone laga aaj hun gumshuda
parayo se toh padta na hai farak mujhe
apno ne bhi haath ko mere ye chhoda
puche mujhe karke call hai tu kaha
bolu main gaayab banake mera alag jahaan
dukh na sukh na rona dhona kuch bhi waha
hona chahta ab main sabse juda

(verse 1)
aadatein kharab ye chhut na paati hai
subah na neend ye raatein jagati hai
choti maggi ab pet bhar jaati hai
khuli aankhein mujhe sapne dikhati hai
follow karu ya to job karu
gaane karu ya to boss ko du
pichwada apna ya kalam ghisu
future ki sochu ya chill karu
filhaal to haalat kuch aise hai jaise
ki garam tawe par rakha baraf ko
jal ke laal hum ho g~ye itne ki
pruthvi na ye to jaise narak ho
manzil hai door rasta khaddo wala
jaise munic~p~lity ki ye sadak ho
beat pe bahe alfaaz jaise ki
gujarat se karti hai narmada flow
(hook)
soch mеin meri main toh
hone laga aaj hun gumshuda
parayo se toh padta na hai farak mujhе
apno ne bhi haath ko mere ye chhoda
puche mujhe karke call hai tu kaha
bolu main gaayab banake mera alag jahaan
dukh na sukh na rona dhona kuch bhi waha
hona chahta ab main sabse juda

(verse 2)
haalatein hoti hai itni kharab ki bayaan
karna chahu to kar bhi na paata
shanti se ho g~ya hai mujhe itna pyaar ki
chidiyo ka chahakna bhi raas nahi aata
joint ye purana ho jaise malana
hariyali kaafi par na aata jalana
bhala karke na aata jatana
pahaad rai ka na aata banana
musibatein hai itni zyada ki
taalne usko hum so hi jaate
aansun hai kaafi akele hai hum
kandha na jispe khulke ro hi paate
mehengi cheezein hote khush
ye duniya ka to hai usool
par jeb itni hai chhoti ki
kaise karte hum kharch fizool
tapree pe wo dus ki chai
isme to hai zindagi huzoor
aate hum tabhi to kaam
jab hoti sabki batti gul
rakhlo tum ye aasman
aur rakhlo ye tumhara jag
aaram se so jaunga main
taaron ki ye chadar dhak


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...