lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu exile diaries – rahasyamayi

Loading...

[verse 1]
ye pyar hai kya?
kya hai ek dhokha?
ya rahasya koi?
rahasyamayi

man bheeg raha hai
aur, thaame hua hai
yaad koi, hai baat koi

[chorus]
bahut uljhan hai, is zindagi mei
tujhe chahu ki na chaahu main?
ye haal kya hai aur kaun hoon main
yoon hi rahoon ya kho jau main?

dekha tujhe to ye socha
na dekha hota to bhi kya tha?
chahne laga to ye socha
na chahta to kya tha?
par ab mujhe mila ishara hai

[music]

[verse 2]
tujhe dekh ke kho jaata hu main kahin
par fir sochta hoon, kya hai ye sahi?
kya hai ye sahi?

milta hi nahi hai koi kinara
jis or dekhta hu, nazara hai wahi
hai rahasya koi, rahasyamayi

[chorus]
bahut uljhan hai, is zindagi mei
tujhe chahu ki na chaahu main?
ye haal kya hai aur kaun hoon main-
yoon hi rahoon ya kho jau main?

dekha tujhe to ye socha
na dekha hota to bhi kya tha?
chahne laga to ye socha
na chahta to kya tha?
par ab mujhe mila ishara hai

[guitar solo]

[post chorus]
dekha tujhe to ye socha
na dekha hota to bhi kya tha?
chahne laga to ye socha
na chahta to kya tha?
par ab kahin mujhme ujaala hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...