lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu emiway bantai – kaun hai ye

Loading...

ae kya bolte sab log
kya chal raha hai
aaha emiway bantai
maalum hai na

sunn!

haarega tu baar baar phir bhi karte reh koshish
bheje mein sambhal ke rakhne ka beta yeh do cheez

mayus nahi hone ka
zyada nahi rone ka
sanka din aata hai
pehle khud ko karle notice

par baahar nikal ke aa jis’se takleef hai
stress ko vatta sutta lele jaake tapri se
chhapri se poochhega to
aisa tujhe woh salaah dega
pareshan rehna chhod
jawab tera kala dega
bhala tera tere hath mein
taakat bhara daant mein
chaba ke thooko jo bhi
gaddari kar raha sath mein
dum chahiye baat mein
dimaag sath mein
kalakaar nai ban jaata beta
koyi bhi ek raat mein
karte ja karte ja karte ja
panne ko bharte ja
dil mera kehta tha ladte ja
badhte ja badhte ja badhte ja
khud mein woh bharte ja
nai ho raha ghar pe ja
lekin main dar ke nai jaane walon mein se be
safalta milega woh din kab hai
samajh mein aata nahi tha kuchh bhi
sab sunaate the kya karoon main


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...