lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu dobara – kon/kya?

Loading...

[intro: naamkaran & akshar]

main khud se poochun ye sawaal, bheetar hi chupa jawaab
ki
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?

[verse 1: akshar]

baitha hu ghooro aasmaan me
ye jo saamne
falak tak chala to baha lahu bhot jo pav me chubhe taare
oopar se raaz leke seene me jo chalte ja re
leprosy hai prassidh to hain kavi paap dhone jaa re
hai baithak sadiyon ki to nadiyan behti 365
suna kabhi badhiya the halaat ab bas bachi hai dehshat
hai behtar kaun kisse kalakaar poochen jo sab bikau
upjau banaye ab ye kisan
ik kirdaar main nibhaun

beej bote ja re…
scene ko badhane
is darbar me bane asardaar to halaali pe halaal hai
nawabi shauk na turkey, jaun kyo jab hamaam me tamaam zindagi ka mere chupa hua aaram hai
bas khatakta hai man me ik sawaal
ik vichaar
kyo ik sehlaab utha k pul toda tune yu aalaap
hota malaal unpe
jo nakshebaaz karte copy paste
hu seekhta sabse
par sheher lana nakshe ki copy pe

[chorus: naamkaran & akshar]

main khud se poochun ye sawaal, bheetar hi chupa jawaab
ki
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
[verse 2: akshar]

lead dede beat pe hu aaya baazi jeetne
(hai waise ek) akshar hi kafi par laya sathi thode jheel se
keemat kala ki kya uthane jab aayein deals hain
chaiye raste apne naam k
aaj hain bhatke jis gali me

i have a dream
jisne cheen li hai neend
likhta khwabon ko panno pe to na bikta ye zameer
4 din ki chandni wala na yaha koi scene
raat lambi hai sard ki lage dard bhi haseen
gehre andhere me hi to chamakte hain jugnoo
kari gustakhi bhi kafi aur is baat se na mukrun
utra maut k ghaat
jab kari nau se paanch
ab puchun kaun hai sath jab
layak ban rahe ye shasak
hai ibadat ki chahat to mile rahat sochta roz hu
rakha karam pe vishwaas to ghar baith kismat ko na kosu
main kisi ki khoj hun
to kisi k liye bojh hun
sheher mera hai ye
aur main iska dost hu
[chorus: naamkaran & akshar]

main khud se poochun ye sawaal, bheetar hi chupa jawaab
ki
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?
main kon hu aur kya hun main?


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...