lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu desick – kucch mai

Loading...

khele hum! daudhhe hum
nahi hote chauddhe hum
sabhi bole jab bhi chitt pitt
baatein kar khitt pitt
lena na dena, khaali peelli saji padhi ya sena!
sunlo!
maine bhi dekhe ye duniya ke rang
sab f-sse paddhe, gumm sab ko pasand nahi (obviously)
mere sangg to koi baat nahi
maine riyaaz na kiya koi aisi raat nahi
yaad nahi koi rakkhe
yahan sadko pe padenge dhakke
khaake hue pakke, nakke karte ye chatte batte
majboor hue ye
chhakonn si shakkal ke
ghutno mein akkal be
paddhenge buckel be!
yaha pe
akal ka upyog ka kamm
duryog hai zada
mai jungli hun aadha, aur
paagal hu poora sangeet ka poora dil se lagaav
ab jaag bhaag duniya ki race mein
bhes ye badalte, par hum khulle
na humpe koi case be, bande pakke thes be
karlo tum trace be! aur
paison se zada hum dil ke ameer
rukk na jaaye, thamm na jaaye
ye dil ki lakeer
matlab ke fakeer, inka kucch na zameer
bande mooh pe bane meethe, aur peethe peechhe halwe!
par mujhe kisi se ne bhhed bhaao na khed khaao
whatever, holy cow thodi chhaaon
aur thanda mausam, aur thoda green
ek gl-ss mein lean, aur
fir hum hilaa dein zameen
thode bande hum kameen poora khud pe yakeen
we do got that full knowledge
weezy pac se rakim..! aur
pal pal anmol, baaton ka mol
duniya ye jhol!
seedhi baaton ko samajh na paao
baaton ko gol ghumaao, kisi ke bhi
kanndhe chaddh jao, sadd jao
dilon ko na tadpao
gall jao, marr jao!
gareebon shareefon ka haddkao

yahi seekha zindagi mein?
f-sse raho bandagi mein
meri aankhein bhannd, nami mein
kucch kammi hum sabhi mein
kaam karein hum kammi mein
kaam karein hum kameene!
nikkal jayenge paseene jab dekhein ye haseene
f-ssi jo ik h-ssi mein, fir ghisi wo f-ssi mein
fir ghisi wo h-ssi mein, aur

likhta hu, padhhta hun, ladhhtaa jhagaddta hun
dilli ka mai ladka na kisi se darta hu
sabb mujhe poochein kyun in chakkaron mein padhta hun?
na mere paas koi jawaab!
bus kucch khwaab aur chhoti si aas
jo mujhe leke chale aasmaan ke paas
na thamme meri saans, na karu bakwaas
kaam karun din raat, na parwah kisi baat ki
bus fikar us “raat” ki, jis “din” maine
shurwaat ki is khel mein, koi na mila!
na mile! humaare mail mein
aajkal rapper kehlaane waale sale mein
2 kaudi ki 4 baatein lage sab jhelne!
aur mai?
girra baadlon pe, fislaa zameen se!!


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...