lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chen-k – sheher

Loading...

(intro)
bachta tha main jin gunaahon se
unhee mein main gumm, unhee mein main gumm. bachta tha main jin gunaahon se
unhee se main sunn, unhee se main sunn

rakhta tha jin jin ko duaon mein
unhee se main gumm, unhee se main gumm
bachta tha sheher waalon se, unhee mein main sunn, unhee mein main sunn

(bridge)
dhuan dhuan, karun apna j~sm tabah main
baap nahi utha, zeher ko samjha dawa main
jua jua, zimedaari ko samjhe saza yeh
ghar pichla toota, inko batata raha main

inhe dar khaag~ya! tujhe dar khaa g~ya!
tu kahan kahan g~ya, bata.. tu kahan kahan..

(verse 1)
dil mera bhaari hai, dil mera bhaari hai, shru kahan se karun main shikaayaten itni saari hain
iski smjh aari hai, mujhe uski smjh aari hai, in sab se door rehna samajhdaari hai

sheher bimaari hai, sheher bimaari hai
in sab ka rabb, paisa haisiat, ghar aur gaari hai
hawas pujaari hain, hum hawas pujaari hain
mashuqaaen aur behnen phir bhi parda uthaari hain
(verse 2)
ankhon mein teri koi shru din se makkaari hai
samajhke bhi sab, bane bewakoof, kya adakaari hai.. aankhen chillari hain tеri ankhen chillaari hain, andar se jhooti tu bus bahar se pyaari hai

ruhеn jalaari hai tu ruhen jalaari hai, garmi tere j~sm mein jaise tu dozakh se aari hai, ruh sharmaari hai, meri apni ruh bhi sharmaari hai, main tujhse kia badla loon.. mera ulta kanda bhi bhaari hai

(outro)
bachta tha main jin gunaahon se!
unhee mein main gum unhee mein main gum!
bachta tha main jin gunaahon se!


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...