lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bilona – naa main jaanu

Loading...

[verse 1]
naa main jaanu, anjaane
nazro mein laashe khwaabo ki
na main maanu, koi salaahe
baat sunu jazbaato ki
naa main taraazu, tolu baatein
sunnke cheekhe dewaaro ki
naa main chaahu, ye salaakhe
raakh f~ku armaano ki

[chorus]
thandi fizaao mein khaamoshi gaaye
sapne hai gehre hazaar
sehmi si raato mein, darr gungunaaye
mann dil churaake faraar

[verse 2]
haan main jaanu, mann jaane
kasmo ki baate gunaaho si
haan main maanu, ye zubaane
zeher pilaati saanpo si
haan main kalaa hoon, kholu raahe
har boond ko pike main pyaasi si
main salaah hoon, chhodu naate
raakh f~ku in paapo ki
[chorus]
thandi fizaao mein khamoshi gaaye
sapne hai gehre hazaar
sehmi si raato mein, darr gungunaaye
mann dil churaake faraar

[bridge]
behki thi main, duniya ke saare jaalo mein
meri aas bujhi toh, chain aaya iraado mein
aanhe, baaho mein tu naa aana
main jwaala hoon, mujhko chhuna nahi

[chorus]
thandi fizaao mein khaamoshi gaaye
sapne hai gehre hazaar
sehmi si raato mein, darr gungunaaye
mann dil churaake faraar


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...