lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu arsh akhtar – aaina

Loading...

[verse]
yeh aaine mein kon hai?
pal~pal badalte chehre
kisko kahu aakhir apna?
jab aitbaar khudpe na rahein

[verse]
bechain karwat lein raha
aakhir inn raaton se kyu’n mein ladh raha?
hain thaki phir bhi hai jaagi
aakhir inn naino ki kya khata?
inn naino ki kya khata?

[chorus]
naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye
mujhe ash’q na aayein, mujhe ash’q
naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye
mujhe chain na aayein, yeh raei’n na jaaye

[verse]
dil yeh pareshaan hai bada
jaane kyu’n hain yeh khudse hi khafa?
bechain karwat lein raha
mujhme koi toh chupke ro raha

[chorus]
naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye
mujhe ash’q na aayеin, mujhe ash’q
naina sukhein jaaye, naina sukhеin jaaye
mujhe chain na aayein, yeh raei’n na jaaye

[verse]
yeh aaine mein kon hai?
pal~pal badalte chehre
kisko kahu aakhir apna?
jab aitbaar khudpe na rahein
you might also like


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...