lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu arjun kanungo – waada hai

Loading...

tujhse shuru hua jo tujhse shuru
woh kissa tujhpe hi le hua khatam
hoga nahi yeh humse hoga nahi
kisi ko denge nahi teri jagah hum

tere bina jiyein to kyun
yeh sawal baar baar aata hai
tere agar na ho sake
kisi aur ke na honge waada hai
kisi aur ke na honge waada hai

wohi roz teri kami
wohi ankh mein hai nami
wohi dooriyan satayein
bata kya karun
jise tu na apna kahe
jahan tu na aake rahe
woh dil main khud tod doon

hai aashiqi tu aakhiri
hai zid meri tu aakhiri
aansu mera meri hansi tu aakhiri

tere bina main kuchh nahi
yeh khayal baar baar aata hai
tere agar na ho sake
kisi aur ke na honge waada hai
kisi aur ke na honge waada hai
aaye na aaye marzi teri
yaara khuli hai baahein meri
teri gali se taa zindagi
hongi juda na raahein meri

kissa yeh kyun aadha raha
yeh malaal baar baar aata hai
tere agar na ho sake
kisi aur ke na honge waada hai
kisi aur ke na honge waada hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...