lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu arijit singh – kesariya

Loading...

mujhko itna bataye koi
kaise tujshe dil na lag~ye koi
rabba ne tujko banane mein
kar di hain hussn ki khali tijoriyaan
kajal ki siyaahi se likhi
hain tune jaane
kitno ki love storyian
kesariya tera ishq hain piya
rang jaun jo main hath lagaun
din bite sara teri fiker main
rain sari teri khair manaun
kesariya tera ishq hin piya
rang jaun jo main hath lagaun
din bite sara teri fiker main
rain sari teri khair manaun
patjhad ke mausam mein bhi
rangi chanaroon jaisi
jhanke sannatoon mein tu
veena ke taaroon jaisi
hmm sadiyo se bhi lambi yeh
man ki amavasein hain
aur tu phuljhadiyon wale
tyoharoon jaisi
chanda bhi diwana hain tera
jalti hain tujshe
saari chakoriyan
kajal ki siyaahi se likhi
hain tune jaane
kitno ki love storyian
kesariya tera ishq hain piya
rang jaun jo main hath lagaun
din bite sara teri fiker main
rain sari teri khair manaun
kesariya tera ishq hin piya
rang jaun jo main hath lagaun
din bite sara teri fiker main
rain sari teri khair manaun
kesariya tera ishq hin piya
kesariya tera ishq hin piya
kesariya tera ishq hin piya
kesariya tera ishq hin piya
rang jaun jo main hath lagaun


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...