lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu anup jalota – alvida

Loading...

chupke se kahi
dheeme paanv se
jaane kis tarah kis ghadi
aage badh gaye hum se raahon mein
par tum toh abhi thei yahi
kuch bhi naa suna kab ka tha gila
kese keh diya alvida
jinke darmiyan gujri thi abhi
kal tak yeh meri jindagi
lo unn baahon ko thandi chhaon ko
hum bhi kar chale alvida
alvida alvida
meri raahen alvida
meri saanse kehti hai alvida
alvida alvida
ab kehna aur kya jab tune keh diya
alvida
sun le bekhabar yun aankhe fer kar
aaj tu chali jaa
dhundhegi nazar humko hi magar
har jagah
aisi raaton mein leke karvate
yaad hume karna
aur fir haar kar
kehna kyu magar
keh diya
alvida alvida
koi puchhe to jara
kya socha aur kaha alvida
alvida alvida
ab kehna aur kya
jab tune keh diya alvida
hum thei diljale fir bhi dil kahe
kaash mere sang aaj hote tum agar
hoti har dagar gulsita
tumse hai khafa hum naraj hai
dil hai pareshan
socha na suna
tune kyu bhala keh diya
alvida alvida
koi puchhe to jara
kya socha aur kaha alvida
alvida alvida
ab kehna air kya
jab tune keh diya alvida
alvida alvida
koi puchhe to jara kya socha aur kaha
alvida
alvida alvida
ab kehna aur kya jab tune keh diya alvida
film-metro
singer-james


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...