lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu amaal mallik – zara thehro

Loading...

zara thehro zara baithon karni hai baatein
paas aao aur thoda sard hai raatein

aasan hota toh main kabka keh chuka hota
aise tumhare saamne khamosh na rehta

zara thehro zara baithon karni hai baatein
paas aao aur thoda sard hai raatein

meri aankhon mein saanson mein
pehle bhi yeh khaab chalta raha
teri neendon mein chukpe se jaane se
jaane kyun darta raha

baarish ke boondon sa ye dil girta barasta hai
tu paas hote ho magar phir bhi tarasta hai

zara thehro zara baithon karni hai baatein
tumko paana chahti hai meri barsaatein

koyi aaye na jaaye na
aao na aisi jagah pe le chalu
jahaan wakt humara ruka ho
aur main apne dil ki kahun

dhadkan ko apni ik pal aaraam na dena
iss mod pe aakar ke dil ko tod na dena

zara thehro zara baithon karni hai baatein
aur thodi der chalne do mulakaatein


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...