lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu amaal mallik & armaan malik – kya kiya hain tune

Loading...

mein tumhare bina jee nhi sakta

aadal dal lo..
soul nhi hai yaar..

tumhe kabhi hua nhi hai na !!

kholi hai khidki mene
is najuk se dil ki
jaage hain dekho phir se
khwaab hajaar…..!!

banke leher tu aayi
rooh se yun takrayi
sadiyon se tha is pal ke
liye bekaraar

kya kiya hain tune
kya kiya hain tune
kya kiya hai tune, mere yaar !!

jo jeene laga hun phir se
khone laga hun khud se
kya kiya hai tune mere yaar !!

shayad khatam hai
ya phir bachha hai
dil mein kahin pe tumhara intezar
tu samne se aise hai ghuzra
hone laga hai humko tumse hi pyaar !!
sauda yeh do dilon ka
lagta hai kuchh palon ka
na hoga yeh humse baar baar…

kya kiya hain tune
kya kiya hain tune
kya kiya hai tune mere yaar !!

yaad hai jab hum pehli baar mile the
you could see my tears down
you can’t see them now…

kya kiya hai tune mere yaar !!

haaa.. haannn.. !!


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...