lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu agx – keh na saka

Loading...

aaj yeh safar mujhko kahaan, le jaaye na pata
mera yeh dil kehna chaahe, par khair, keh na saka
aaj khush hoon main, thoda thoda
chal sake na unn raahon pe
dil hain yeh, kahin pe chhupa, teri yaadon woh woh magan

kho g~ya, tu so gya
meethe woh sapne poore hue
baatein jo yahaan reh hi gya
gustaakh dil mein adhoore hue

aaj bhi main khara wahaan, saal bhar, intezaar mein
madhosh hue, mere jahpana
kehne ko, bekaraar hain

raat ki andhere mein
akele asmaan ki tarah dekhu main
woh kuch taare, chamakte hue, bole ja, tu jaake keh bhi dе

par kya karun mujhe darr lagta hain
dil dhadakta sabar khota hain
kya kahun tere saamnе jaake
aise aur aaj reh bhi na paate


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...