lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu zallard - humein

Loading...

[verse 1]
kya hain yeh sazayein
kaatun kyun main yeh tanhayi
kitna bhi karlun main phir bhi
milay bewafayi

kya hain yeh sazayein
kaatun kyun main yeh tanhayi
kitna bhi karlun main phir bhi
milay bewafayi

[chorus]
humein
humein
humein
humein

[verse 2]
kya hai yeh beemari
koi dawaayi tou bataye
kitna bhi karlun main phir bhi
lagein sab paraaye

kya teri kamaayi hai?
puchein saaray
sarr khhayein
jitna bhi sahun
utna saaray milkay sataayein
kya tumhe batayein
iss dil pe jo beeta hai
koi seenay lagao humein

kya tumhe yaad aaye?
sochein tou dil bhar aaye
sunaayein bhi tou kisay sunaayein!?

[bridge]
(alaap)

[outro]
dhoond tera pata
main hun khho gaya
aaja maahiya
dil yeh samjhe na


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...