lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu zain aslam & ashez lit - rul gaya

Loading...

[intro: zain aslam]
tere pichhe aawan, tennu kinna chaawan
teri galli de mein daily~daily gerhe laawan
tere pichhe aawan, tennu kinna chaawan
teri galli de mein daily~daily gerhe laawan

[chorus: zain aslam]
kabhi beth mere saath
kabhi pooch mera haal
kabhi beth mere saath
kabhi pooch mera haal

[verse 1: zain aslam]
kya tere peeche roya nahi mein?
kya mein soya nahi?
teri baat yaad kar ke mein roya nahi?
tu ne jo hai mujhe kaha mein ne suna nahi?
oh
tu kahay tou
haathon se bana ke mein urra doon aasman may ek patang woh
bhar doon ga usmе mein sab ishq ke saaray rang jo
phir urray badalon may aur dekhеin saath hum dou, woah

[chorus: zain aslam]
kabhi beth mere saath
kabhi pooch mera haal
kabhi beth mere saath
kabhi pooch mera haal
[verse 2: ashez lit]
ke kya thay ab halaat
tere saath thay saaray sab
mazaaq kar doon mein tou samjha naa
kon saath chalay humein tha pata naa
hum kal bhi thay, aaj bhi hain yahan
roya nahi mein
sab pull gaya
tere peeche aande~aande mein te rul gaya
nasheyan tamasheyan de vich dulleya naa
tennu ki mein dassan sach, kehna pull gaya
i just wanna get high today, naa, naa, naa~naa
i just wanna fly away, naa, naa, naa~naa
aaja mere saath may naa, naa, naa~naa
mein bhi sochun kahan pe, naa, naa, naa~naa
teri yaad aaway
zehen ton naa jaaway
tennu kinnay dasseya
o khich kash laaway?
teri yaad aaway
zehen ton naa jaaway
tennu kinnay dasseya
o khich~khich kash laaway? yeah
kabhi gin jitne saal thay guzaaray
ab waadon ka bata nahi
tum ne tha dekha
hum laaparwah, ab apna pata nahi
[chorus: zain aslam]
kabhi beth mere saath
mujh pe jo beeti, tu tou jaanay mera haal nahi
kabhi pooch mera haal
kabhi milne tou aa

[outro: zain aslam]
kya tere peeche roya nahi mein?
kya mein soya nahi?
teri baat yaad kar ke mein roya nahi?
tu ne jo hai mujhe kaha mein ne suna nahi
oh
tu kahay tou


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...