lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu yungsoul (ind) & ​ezee (producer) - aakhein

Loading...

[intro]
oh sh~t, ezee

[chorus: yungsoul]
[?], jaana
nazrein milake tera jhoot chhupaana
adaaon pe ghayal tera deewana
aakhein nashay may doobi, mein kahan tha?
mein kahan?
[?], jaana
nazrein milake tera jhoot chhupaana
adaaon pe ghayal tera deewana
aakhein nashay may doobi, mein kahan tha?
mein kahan?

[verse: yungsoul]
kinni vaari mere dil nu rulaayega?
bina tode mujhe apna banaye jaa
tere zulfon ka hai jaadu
teri baaton may bekaabu
iss tarah naa tu mujhko fasaye jaa
tere bina yeh sukoon kahan?
ghar tou naa raha
tera asar hai dil pe aise ke zakham naa bhar raha
mein khaamiyon se bana
meri rooh ko naa jalaa
yeh shareer ek khaali makaan sa, tere intеzaar may khada
tu beparwah, tu thodi panah de
mujhe iss tarah naa tu kardе raffaa
gawaya tha woh tu ne jo shakhs ko
woh firse naa laute agar tu raha
bani hai woh aadat meri
saza ke haqdaar nahi
teri yaadon ka sahara yahan
nazar naa lagay tujhko woh kabhi
[chorus: yungsoul]
[?], jaana
nazrein milake tera jhoot chhupaana
adaaon pe ghayal tera deewana
aakhein nashay may doobi, mein kahan tha?
mein kahan?
[?], jaana
nazrein milake tera jhoot chhupaana
adaaon pe ghayal tera deewana
aakhein nashay may doobi, mein kahan tha?
mein kahan?


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...