lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu yungsoul (ind), ​ezee (producer) & big scratch - saajna

Loading...

[intro: yungsoul]
o saajna, oh
oh sh~t, ezee
o saajna, oh
ahh

[chorus: yungsoul]
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi raahein ab takkein
o saajna
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi baatein ab karein
o saajna

[verse 1: yungsoul]
kabhi betha kar saath mere
baat meri sun’ne ko koi nahi hai paas
kabhi keh dena baat agar ghalat lagi meri
waise chhupe nahi hain raaz tujhse
tujhe khonay pe jo mili hai saza
par roknay ki tujhe kabhi mili naa wajah
ab faaslon ki baat naa tu kar mujhse jaan
mujhe faaslon ne shayad abhi zinda hi rakha
inn saanson ki tarah zaroori mere liye tu
ab aankhon may bhari hai [?] door mujhse tu
dard mila itna zindagi may, hota nahi mehsoos
par bayaan karun lafzon may, tera hai fitoor
kya mera tha kasoor, mila mujhe waqt aisa j~sme naa tu
everyday going like i was in the loop
yeh dhadkanein samajh jaati paas jab hai tu
[pre~chorus: yungsoul]
teri baahon may mili raahatein
teri woh khushi ke mohtaaj hain
bas yeh shareer ek zinda laash hai
meri rooh ko teri ab talaash hai
talaash hai har jagah
khayalon se hai bana mera ghar
tere dar pe naa wafa
fir bhi kyun hai jaana

[chorus: yungsoul]
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi raahein ab takkein
o saajna
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi baatein ab karein
o saajna

[verse 2: big scratch]
mil aakar fir kabhi hamein
siwa tum din nahi dhalay
lagay hum khudko ajnabi
saajna
tu kaisa haal kar gaya?
sharaabi yaar ban gaya
talaashein tujhko har kahin
saajna
intezaar hai mujhe tere ek jawaab ka
tere liye aakhir matlab kya hai pyaar ka?
mere dil se har koi paani sa beh jaata hai
mere dil pe tere hanjar ka jo waar tha
mere yaadon se tu jaana kyun nahi chaahta hai?
mere khuwabon may tu waapas kaise aata hai?
mere aankhon may nami hai tere khaatir, dekh
mere aansuo se tujhko hoon bhulaata mein
[pre~chorus: big scratch]
saajna
khush rahay tu jahan kahin
saajna
tere liye hai jagah abhi
saajna
khush rahay tu jahan rahay
milay tujhko fir wafa ya
milein tujhko hum kahin

[chorus: yungsoul]
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi raahein ab takkein
o saajna
mil aakar fir kabhi mujhe
dilason may yeh din katay
teri hi baatein ab karein
o saajna

[outro: yungsoul]
o saajna


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...