lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu xamraat - lafz-e-rawani | the debut ep sachaai

Loading...

(chorus)
ye taqleefein kesi me kisse batau
rona chahta hu me kisse jatau
pareshan karna hai tujhe
ab tu hi bata me tujhe kese satau
jazbaat they jo sabhi
dil se hatau
na roun
ab mein sirf gaane banau
apne zakhm
me na ab kisiko dikhau
apne raaz me na ab kisiko batau

(verse1)
kya taqalluf~e~taqleef thi khuda ko
kabhi nahi chaha tha ki hum juda ho
maaf karna mene tujhe chhod diya
aadhe raste hi haath tera chhod diya
nibhana chahta tha me bhot khoob
par kya karu khuda ne ye mod diya
ye mod diya….dil tod diya
khona nahi chahta me tujhe
par aakhir tujhe kho diya
marodna pada
dil ko apne todna pada
jise sabse zyada chaha
usee chhodna pada
dard~e~zakhm marham
lagane kholna pada
dekh aj xam tujhse kitna durr hai khada
covid abhi aaya me pehlе se durr hi khada
log chodte g~ye fir bhi mе hasta raha
log todte g~ye me tukde jodta raha
log todte g~ye me tukde jodta raha
jodne ka maza alag hi hai laale
me gaane nikalu logo ke muh hojate kaale
yaha kitne log jalte hai mujhse saale
me f~ck nahi deta hum sirf gaane banate
fatu jawalamukhi banke
mtlb uncha tapmaan
log samjte nahi par tu to meri baat maan
lafz~e~rawani leke aaye hua chakkajam
lafz mere aam nahi lafz mere mulyavan
karte rahoge paap kese badlega vartmaan
karte rahoge wohi jo karte aa rahe ho
chhodo usse agar jal me fasa rahe ho
durr mujhse raho agar paas aarahe ho
apne aap se pucho kaha ja rahe ho?
apne aap se chale jao jaha ja rahe ho
khud se khush raho aitraf ko samj lo
lafz mere tol ke jazbaat ko samj lo

(chorus)
ye taqleefein kesi me kisse batau
rona chahta hu me kisse jatau
pareshan karna hai tujhe
ab tu hi bata me tujhe kese satau
jazbaat they jo sabhi
dil se hatau
na roun
ab mein sirf gaane banau
apne zakhm
me na ab kisiko dikhau
apne raaz me na ab kisiko batau

(vesre 2)
taqleefein to hoti rahengi
bas tujhe yaad karke aage chalna hai
thoda thoda karke sikh raha hu
tere bina aage mujhe kese chalna hai
bas yahi to mera masla hai
ye lafz~e~rawani dekh jese koi asla hai
dil deke hi to yaha har koi fasta hai
fasta hai fir dil sabja jalta hai
jaln ka asar alag se dikhta hai
pyar to aajkal streets pe bikta hai
dikhta hai sabko
par faraq nhi kisiko
streets kisike baap ki nahi hai
faraq padega bhi kese
jab bahen wo aapki nahi hai
wo aapke ghar ki jo amanat nahi hai
khair mujhe ab kuch bolna hi nahi hai
(bridge)
deke ye gaana
lafz~e~rawani
mangna chahta hu
bas tujhse maafi
mujhe pata he
hai nahi ye kaafi
moka mila kabhi
suljhayi jayegi sari kahani

(chorus)
ye taqleefein kesi me kisse batau
rona chahta hu me kisse jatau
pareshan karna hai tujhe
ab tu hi bata me tujhe kese satau
jazbaat they jo sabhi
dil se hatau
na roun
ab mein sirf gaane banau
apne zakhm
me na ab kisiko dikhau
apne raaz me na ab kisiko batau


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...