lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu whackkman, xogi & drj sohail - tinke si pehchaan

Loading...

mile kitne mujhko naam
phir bhi tinke si pehchaan
mujhpe hasti hai hawa
ye sheher hai meri jaan

mile kitne mujhko naam
phir bhi tinke si pehchaan
mujhpe hasti hai hawa
ye sheher hai meri jaan

mujhpe hasti hai hawa
tu ek chota sa insaan
mujhpe hasta hai ye chaand
mujhse khafa aasmaan

milo inse ye zameendaar se bade hain
iss sansaar se pare
saare sanskaar se pare
jaage jaage dekhein sapne
hare kagaaz se bhare
aankhein maili haath laal
har kaam pyaar se karе

bachpan mein rap ke naam pe
harkatеin funny si kari
phir zidd pakdi
kavi ne kaha
kabhi na kabhi
aayega samay
honge natmastak
sabhi ke sabhi
yahan dekho pravachan wahan dekho pravachan
deno waale naam bade chhote pade darshan
jeene ka mijaaz ban itna tu khaas
bane irshya ka bhav kabhi nahi teri adchan

show em how it’s done both beauty and function
make it art with traction
some romance with action
make the moms go d~mn~son
show of hands, i’m handsome
draw a big reaction
die like pac or jackson

miley kitney mujhko naam
fir bhi tinke si pehchaan
mujhse poochey ye hawaa
kis mein basti teri jaan?
main ek chota sa insaan
haan bas chota sa insaaan

kitney ho gaye yun badnaam
ki ab hasta ye jaahaan
pooche kya teri pehchaan
kis mein basti teri jaan?
main ek chota sa insaan
haan bas chota sa insaaan
ek bhaade ka ghar
chaar ank ki pagaar
haan dekhe wo din maine ladke
chukata unn raato ko ab bhi udhaar
iss sheher se zyada tha mujhmey tezaab
kuch kadwey the lamhey
kuch meethi sharaab
kuch bandiyaan jaali
kuch jaali tha pyaar
kuch detey they gaali
kuch khaatey they khaar

faade maine zindagi ke rough waale page
abhi fair copy rules waali
clean meri slate
badle halaat
bana laakhon mein ek
jinhe khud se ni pyaar
mujhe kartey kyu hate
tu bol gol gol
maine baat kari straight
paine shabd dete cheel
jaise jeebh me ho blade
inn gaano mein dabake rakhe
ghar ke kalesh
har launda bana xogi
saare kartey relate

(haan ek chota sa insaaan )


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...