lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vishal mishra - aaj bhi 2

Loading...

pata hai meri ab zaroorat to nahi hai
mujhe bhi iski ab shikayat to nahi hai

maine bhi tujhko kab ka bhula diya
khush hu main tum bin sabko bata diya

keh to diya lekin

kya kahoon main dil jo puche to
kya karoon main tujhko dhunde jo
aaj bhi
aaj bhi
aaj bhi

aankhon mein aa jati hain yaadein
dafnane ke baad bhi
toot ke roya tha main us din
baat hai yeh us raat ki

aankhon mein aa jati hain yaadein
dafnane ke baad bhi
toot ke roya tha main us din
baat hai yeh us raat ki

tumko bhulana naamumkin tha
marna tha mumkin
jee bhi liya aur bhool g~ye sab
bhool g~ye lekin
kya kahoon main dil na bhoole to
kya karoon main tujhko dhunde jo
aaj bhi
aaj bhi
aaj bhi

hain fir kyun aankhon mein nami
kyun main rota hoon aaj bhi
aaj bhi


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...