lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vinay katoch - kedarnath

Loading...

[intro]
bhole, chod duniya, dar tere aaya hoon main
tujhse jo dur tha, bechain tha, ghar laut aaya hoon main
ye aasman hai neela~neela, dhup narm lage, chubhti nahi hai
ki behta pani meetha~meetha, pyaas dil ki bhuj si g~yi hai

[pre~chorus]
ki dil mai ud rahi hai titliyan, hua hai aaj baag
madhur baje hai koi bansi, hawayein shankhnaad

[chorus]
bhole ki tere ye dar sa nazara, nahi hai kahi poore sansaar main
jo pahucha wo stabdh sa dekhta hi reh g~ya
kehne laga dono hath jod ke
kaha mai aa g~ya, kaha mai aa g~ya
lage ki pa g~ya, haan, lage ki pa g~ya

[post~chorus]
o, bholenath, dar tera ye swarg sa lage
o bholenath, kedarnath
o somnath, o tungnath
o mere naath

[verse 1]
lakho milon chal ke aayeeinm, darwaze jhuk ke khade hai
bhole, tere chahne wale, milna hai, zidd pe adde
lakho milon chal ke aayeein, darwazе jhuk ke khade hai
bhole, tеre chahne wale, milna hai, zidd pe adde
aakhon mein bhar ke tasveer kar loon
palko mein rakhun saja ke
man mein hi tera mandir bana loon
dil se main rakhu laga ke

[pre~chorus]
ki dil mai udd rahi hai titliyan, hua hai aaj baag
madhur baje hai koi bansi, hawayein shankhnaad

[chorus]
bhole ki tere ye dar sa nazara, nahi hai kahi poore sansaar main
jo pahucha wo stabdh sa dekhta hi reh g~ya
kehne laga dono hath jod ke

bhole ki tere ye dar sa nazara, nahi hai kahi poore sansaar main
jo pahucha wo stabdh sa dekhta hi reh g~ya
kehne laga dono hath jod ke
har~har mahadev

kaha mai aa g~ya! kaha mai aa g~ya
lage ki pa g~ya, haan, lage ki pa g~ya

kaha mai aa g~ya, kaha mai aa g~ya
lage ki pa g~ya, haan, lage ki pa g~ya

[post~chorus]
o, bholenath, dar tera ye swarg sa lage, lage, lage
[instrumental~break]

[bridge ]
aaya main jo aaya, paya maine paaya
aaya main jo aaya, paya maine paaya
dar tera bhaya mujhe, baba

[verse 2]
aaya main jo aaya, paya maine paaya
dekha aankhon se to aaya yakeen aaya
kehte hai kyu devbhumi dhara ko
swarg se aati hai yahan hawa jo
ye chhuti hai tan to sheeta man ho
lage tu paas hai, koi bhi shan ho
rang~birangi hai phulon ki ghatiyan
raat sitaaron se jagamag ho vadiyan
yaha pahado mein rehta tu bhole
sundar nazaaron mein rehta tu bhole
dar tera, ghar tera hai bhaya, bhole~bhole, mere bhole
yaha kan~kan mein tu samaya, bhole~bhole, mere bhole

[outro]

Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...