lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vatan mirza & trig0 - parinda

Loading...

vatan
parinda our main hum dono aasmaan me
our jab bhi ham zameen pe to dono haath thaamte
parinda gya kahin uski jagha leli jaam ne
our jala diya ghar mera deepak ko thaam ke

khandhar dilka khaali usme aaya na parinda
main malbe ke neeche daba phir bhi hoon zinda
parinda mera pinjre me band hai
our dil mera sard par na kamre me thand hai

kyun
use lat lagi pinjre ki
pinjra do kaudi ka
wo rehti mere dil me thi

pyaar
usko na raas aaya
jala diya mujhe jab deep tere paas aaya

panchi ka maalik kharaab
pinjra toda jaane diya
maine bhi thi pii sharaab
panchi aaya gaane diya
paana chahta mujhko tha
our maine bhi tha paane diya
panchi aaya maut laaya
maine haske aane diyaa…
pinjre me gaali suni thi
tawaqqo ki gaali dunga to
rishta laash phool seenchein
murdaghar ka maali hoon kya
chahti mujhko us sa banun
main bhi usko gaali doon kya..?
karta pyaar izzat dono
aashiq ab main zaali hoon kya..?

aashiq ab main zaali to phir chhodo mujhko jaane do
main bhi bhookha panchi mujhko nafrat ke tum daane do
ban jaao tum uske jaisi mujhko tum bahaane do
taraanе ko afsaane se ko nikaalo dedo gaanе ko

hasde mere rone pe muskaan tujhpe jachti hai
dekh ke tu mud jaati our deedaar se bachti hai
lavzon ki sargam wo teri kaano me bajti hai
ruk thoda
phir tu bolegi ke
jisko maine chhoda tha
ab wo badi hasti hai

trigo
ek parinda
usme jaan zara zara si baaki hai
kon wo parinda tu bhi jaanti hai
mein bhi jaanta hu
aaja jaan baaki hai
mujhmai jaan bhare tere saath bita har pal
mujhse anjaan lade daru kare harqat
ab jo le doobta hu khudko yaha pe
saans ghoot rahi phirbhi aas rkhe dhadkan

parinda tujhe milke ghosle ko khojta
sochta galti kitni kari aur khudko kosta
bauj sa lage roz hi dard bhi lage dost sa
mirza bethe saath soche raaz iss bauj ka

came to conclusion
kuch na mile parinde ko
wo betha durr dekhe kese pyaar khareedle wo
baat ka na sar per par sab ginte ho

parinde ko bhanak hui jab tuttne ki
saare khwaab khudke maale mai hi kuchle wo
parinde ko na mila kisika sahara
esa kon tha jo taiyaar ho sawaal ko aur jaake puchle wo

phir wo ghume yaha waha darbadar
mene kaha parinde ko apna ghar badal
uske saath na chala jaaye to mat sambhal
manzil na aaye na utre thakaan bhi
chalte jaaye wo yuhi har pal safar
ghar ghar khabar
ki parinda kare maayus sabko
ajeeb baatein kare
kare yaha maayus rab ko
uske bagal mai uska saaya rakhdo
marchuka hai wo
uski kaaya dhak do


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...