lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu various artists – tujhe dekha to

Loading...

tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
tujhe dekha toh yeh jana sanam

tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam – (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham-(2)
tujhe dekha toh yeh jana sanam

la la la la la…
la la la la la, la la la
aankhe meree sapne tere, dil mera yade teree
o mera hai kya (la la la), sab kuchh tera (la la la)
jan teree sanse teree
meree aankho me aansu tere aa gaye
muskurane lage sare gham

tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham
tujhe dekha toh yeh jana sanam

yeh dil kahee lagta nahee, kya kahu mai kya karu
ha too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karu
tune aawaj dee, dekh mai aa gayee
pyar se hai badee kya kasam

(tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam) – (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham – (2)


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...